Well-come..Here u can find urdu poems,english poems,love poems,sad poems,and pictures love,sad,alone,missing you and many more...

Thursday, November 27, 2008

Little urdu poetry..!!

un ki ek he adat to humain pasand hai,

k unahin hamara siwa kisi cheez ki adat nahi..

...............

agar wo roth jata hai to hamari jaan nikalti hai,

yeh sansain jari rakhne ko hum uski har baat maan letay hain.

..............

us k tarq-e-ta'aluq ka sabab ho ga koi,

dil nahi manta wo pehle se bewafa tha.

.............

~~Mohabbat~~

wo jis k hijar main rona usey dua dena,

samaj main aata nahi falsafa mohabat ka.

..........

haseen yadon k kuch mausam usey arsaal karne hain,

suna shab ko tanhai usey soney nahi deti.

.........

mohabbat ki parstish k liye raat kafi hai,

subha tak jo zinda reh jaye wo parwana nahi hota.

...........

gharz ho to chaley atey hai apnon ki tarah,

jee bhar jae to daikhna gawara nahi karte.

..............

wo kehta tha tun se bichar k weraan ho jayen ge hum,

aj pore shehar main roshan gher us ka mila.

.............

firdos-e-jannat main lakh horon ka tasawar sahi,

main ik insan k ishq se niklon to wahan tak ponchon.

.............

W@$IM

+923338523373....

No comments:

Related Posts with Thumbnails