Aansu nahi thamte hain aankhon main abi tak.
Jaate hue rota woh mujhe chor gaya tha.
Armano ki duniya ke anmol se sapne.
Pal main woh mere saamne sab tor gaya tha.
Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi.
Besabab duniya se mera ruk morr gaya tha.
Din ki tanhayi ka gham,raaton ki uddasi hamraah.
Saare ghamo se rishta mera jorr gaya tha.
Aey kaash koi jaa ke usse poche.
Yahan kis ke sahare pe mujhe chor gaya tha.
Wa§¡M

No comments:
Post a Comment