Well-come..Here u can find urdu poems,english poems,love poems,sad poems,and pictures love,sad,alone,missing you and many more...

Wednesday, February 25, 2009

¤ARZOO¤

¤ARZOO¤

1 Arzoo He wo Poori Parwardigar Kare,
Me Dair Se Jaon Wo Mera Intizar Kare,
Apne Hathon Se Sanwaron Zulfain Uski,
Wo Sharma Kr Mohabbat Ka Iqrar Kare,
Lipat Jaye Mujh Se Aalm-E-Madhoshi Me,
Or Josh-O-Janoon Me Mjhe Pyar Kare,
Ho Shab Wisal Ki Aese Ya Rab,
Ke Bhigi Zulfon Se Mjhe Bedaar Kare,
Jb Usse Chor K Chahon Me Jana,
Wo Roke Ek Or Raat Ka Israr Kare,
Kasam Khuda Ki Me Kisi Or Ka Ho Nhi Skta
Ye Wadah Wafa Wo Bar Bar Kare.

Wa§¡M

Dar-e-Fana me


Dar-e-Fana me Naqsh-e-Baqa chorr jaon ga,
Main apne baad apni sada chorr jaon ga,
Hain or b Chaman Meri Khushbu k Muntazir
Main is Chaman ko Misal-e-Saba chor jaon ga,
Doon ga kali kali ko payam_e_shguftagi,
Gulshan main ek husn_e_ada chorr jaon ga,
Le jaon ga main apni wafa ko b apne sath,
Duniya k paas yaad_e_wafa chorr jaon ga,
Jo mere dil pe zakham lagatey rahy sada,
Main un k wastey b Dua chorr jaon ga..


Wa§¡M

Bari der se chup hen

Inkar na ikrar bari der se chup hen,
Kia baat he srkar bari der se chup hen,
Aasan na krdi ho kahen mot ne mushkil,
Rote hue bemar bari der se chup hen,
Saqi ye khmoshi bhi to kch gor talb he,
Saqi ye mekhwar bari der se chup hen,
Phr nara-e mastan fraz aao lagaen,
Ahl-e rasn o daar bari der se chup hen.

Yeh AAinay

Yeh AAinay Na De Sakain Gy Tujay Tere Hussan Ki Tabeer
Aa Dekh Meri Aankh Mein, Tu KitnA HAseen HAI.

Wa§¡M

"UMEED"



"UMEED"


Ksi ki yad dil ma hy
Koi ahsas baqi hy
Badalty mosmo k drmian
ek raz baqi hy
Abi to ma safar me hon
milengi manzilein mjko
Magr in rasto k drmian ek sath baqi hy
Kahin par sham dhalti hy
Kahin raat hoti hy
Abi to chand hy
Chand ki raat baqi hy
Chale ao kisi din tm hamara hal b dekho
Hmara jism murda hy
Magr ek SANS baqi hy
UMEED ha phir b milega wo hmey ek din
KHUDA par hy bhrosa
Abi KHUDA ki zaat baqi hai'


...........

Jab Meray Dil

'Jab Meray Dil Ki Masjid Mein Teri Yadon Ki Aazan Hoti Hay FARAZ ,
to Apne Hi Aansuon Say Wazoo Kar Kay Teri Muhbbat Ki Ebadat Karta Hon

Wa§¡M
........

Apne ehsas k sb rang utr jane do

Apne ehsas k sb rang utr jane do
Meri umed mere khwab bikhar jane do
Apne angan me charaghon ko jlao na abi
Mere angan me siyah rat utr jane do
Bri mushkil se mila he muje mere ghar ka pta
Rasto ab na uljho muje ghar jane do
Jin k ane ka boht shor phela tha hr su
Unhi lmho ko chup chap guzr jane do
Meri brbadi ka ilzam na aye tum pr
Mere halat ko kuch aur bigr jane do...


.........

Ab teri yaad se wehshat nhi


Ab teri yaad se wehshat nhi hoti mujh ko,
Zakham khulney se azziyat nahin hoti mujh ko,
Ab koi aaye chala jaye main khush rehta hoon,
Ab kisi shakhs ki aadat nahin hoti mujh ko,
Aisa badla hoon tere sheher ka pani pee kar,
Jhoot bolon to nidamat nhi hoti mujh ko,
Maine bhi ki hai muhabbatSo kisi ki khatir
koi marta hai to hairat nhi hoti mujh ko,
Itna masrof hon jeny ki hawas mein yaron,
Saans leny ki bhi fursat nhi hoti mujh ko.


Wa§¡M

Rehne Do


SaAray Waadon Ko Bhula Sakta Hoon Lekin Rehne Do
Main Tumhen Chor K Ja Sakta Hoon Lekin Rehne Do
Tum Jo Har Mor Pe Keh Dete Ho ALLAH Hafiz
Faisla Main Bhi Suna Sakta Hoon Lekin Rehne Do
Woh Parinda Jo Ura Hai Mera Pinjra Le kar
Main Usay Pakar K La Sakta Hoon Lekin Rehne Do
Tum Ne Jo Baat Ki Dil Ko Dukhane Wali
Us Pe Main Shair Suna Sakta Hoon Lekin Rehne Do
Sharam Aye Gi Tumhen Warna Tumhare wadey
Main Tumhen Yaad Dila Sakta Hoon Lekin Rehne Do.


.........

Mera seedha saada mizaaj tha

Mera seedha saada mizaaj tha,
mujhay ishq hony ki kya khabar...
teray ik tabassum-e-naaz ne
mere sarey zauq badal diye...!


Wa§¡M

Tumse Milon to kehna Chahon

Tumse Milon to kehna Chahon,
Main har pal Tere Sath Rehna Chahon
Saaye ka Kya Bharosa Suraj dhly to Chup jae,
Main to Ban K Lahu Teri Ragon mein Behna Chahao.


...

Bañd Dreechy

Bañd Dreechy, Sooni galiyaañ,Un'dekhy An'jany Log.
Kis Nagri ma aa niklay heñ,pagal Hum dewany Log.
Ek hum he na wakif thehry,roop nagr ki galiyoñ se.
Bhais badal kr milnay waly,Sb jany pehchany Log.
Shikwa kia or shikayat kesi?aakhir kuch Bunyad to ho.
Tum pr mera Haq he kia ha?hum thehry be-gany Log.
Shehr kahañ khali rehta ha,ye Darya hr dam behta ha.
Or buhat se mil jayeñ gy,Hum jesey deewany Log..


Wa§¡M
.........

A meaningful sentence

A meaningful sentence written on a grave.
-As you are,so were we. As we are,so shall you be-
A silent msg 4 all. Think about it seriously!


.........

Muje Ehsas-e-Ulfat


Muje Ehsas-e-Ulfat Tum Enayat Kyon Nahi Karte..
Meri izzat To Karte Ho Mohabbat Kyon Nahi Karte..
Ye Sare Log Kehte Hen K Tum Chanchal Tabiyat Ho..
Magar Tum Samne Mere Shararat Kyon Nahi Karte..
Jo Apni Guftugu Mai Phool Tum Takseem Karte Ho..
Kabhi En Pholon Ko Mujh Par Nichawr Kyon Nahi Karte...


.......

Tum Q Bany Thy

Tum Q Bany Thy Dil Ka Sahara Jawab Do,
Ab Kya Hua Woh Pyar Tumhara Jawab Do,
Kis Ko Tha Naz Apni Adaon Pe Har Ghari,
Kis Ne Kiya Wafa Se Kinara Jawab Do


Wa§¡M
...........

Khawab apne meri

~¤~Khawab apne meri ankhon k hwale kr k,
Tu kahan hy muje nendon k hwale kr k.
Mujko maloom tha 1 roz chala jaye ga Wo!
Meri Umar ko yadon k hwale kr k!...


.......

Suna hy aj kal wo preshan rehta hy

Suna hy aj kal wo preshan rehta hy
Use kehna be fikr ham b nahi hyn
Suna hy wo gum sum rehta hy
Use kehna hosh me ham b nahi hyn
Suna hy wo chup chup kar rota hy
Use kehna hanste ham b nahi hyn
Suna hy us ne wafa ka dawa kya hy
Use kehna be wafa ham b nahi hyn.


Wa§¡M
.......

Loveless life is a fruitless tree....

Loveless life is a fruitless tree....
But....
Friendless life is a rootless tree...
Tree can live without fruit....
But not without root..


Wa§¡M
...


""Kon tolay ga ab heeron men tumhary aansu"faraz"""
Wo jo ik dard ka tajir tha dukan chor gaya......"


Wa§¡M
......

Abb k woh bichrey ga to yea iltija kron ga FARAZ..
Bin apney jeeney ka koi andaaz to sikhata jaa.


Wa§¡M
.......


Din to is shehar ki ronaq main guzar jata hai FARAZ.!
Yaad kuch log sar-e-sham bohat atay hain.


Wa§¡M
.........

Itna b na yad aaya karo

Itna b na yad aaya karo k so na sakain Raat bhar....
Surkh aankhon ka sabab pochate hain sabhi log. . .


Wa§¡M

........
Mujhe gumaan hai k chaha hai bohat zamanay ne mujhe "Faraz",
main aziz to sub ko hoòn ,mgr zaruraton ki tarha.

Wa§¡M

........

Apne dil se nikal kr mujhko

Apne dil se nikal kr mujhko,
tere hontoon pe siskiaa'n Q hain.
Zakhm de kr wo mujhse pochta he,
Tere lehje main talkhi'aan kyun hain.
Hum to kacchay makaa'n k baasi hain,
phr ta'aqub me bijliaan kyun hain.
Ishq ke or bi musafir hain,
sirf hm pr hi sakhtiaan Q hain.


Wa§¡M

..........

"Tum Khafa Ky0n H0..?

"Tum Khafa Ky0n H0..?
"Tumhe MuJ Sy Gila Kya Hai..?
AchanakBe Rukhi Itni
Bata0 t0 Hua Kya Hai..?
Mana0n Kis Tarah Tum K0..?
MuJe Itna t0 Batla 2
Agar Ab H0 Sakay Tum Sy
T0 Ye Ehsan Farma 2
Meri Manzil M0habbat Hai
MuJe Manzil Py P0hancha 2
Tumhari Ankh Me Ansu
MuJe Ache Nhi Lagte
Tumhare Naram H0nt0'n Py
"Gily Ache Nhi Lagte"
Tumhare Muskurane Sy
Mera DiL Muskurata Hai
Tumhare R00th Jane Sy
Mera DiL T00t Jata He.


Wa§¡M

...........

Kyun Mjhse Gurezan ho

Kyun Mjhse Gurezan ho
Mjhe Saaf BaTa Do!
Agar Juram MOHABBAT ha¡ to
Ph¡r Usk¡ Saza Do!
Ab Dard K¡ Sh¡ddat mE Wo
Tez¡ nah¡ Baq¡..
Laao Ab Khanjar Mujhe
Ek Zakham naya Do!
Rakho na Ko¡ Baat bh¡ TuM D¡L mE Chupa Kar..
Main Rah K¡ Deewar hoon to
Mujhko G¡ra Do!I
is Dour Ka Mayar-e-MOHABBAT bh¡ ha¡ DouLaT..
Thukrao Magar Kuch
Meri Qeemat h¡ Laga Do!
Tarso na Kbh¡ PYAR Ko
Meri Yeh DUA he.Aye Kash...!!!
FaQaT TuM bh¡ MjheYeh¡ DUA Do.!!


Wa§¡M

.....

Apno'n Ke Sitam Un Ki Jafa Yad Kreyn Ge

Apno'n Ke Sitam Un Ki Jafa Yad Kreyn Ge
Hum Jurm_E_Muhabbat Ki Saza Yad Kreyn Ge
Mene Dam_E_Rukhsat Jo Kaha Bhool Na Jana
Yeh Sun Kay Rukay Aur Kahan Yaad Kreyn Ge
Ab Siraf Tasalli Ka Takalluf Na Kreyn Woh
Jo Dil Se Bhula Bethay Hoon Kya Yaad Kreyn Ge
Hum Bhool Ky Ab Naam Bhi Lain Gay Na Wafa Ka
Woh Chot Lagi Hai Ky Sada Yad Kreyn Ge
Hum Chashm_E_Tassawur May Saja Lain Gay
Woh AankhainYun Pinay Pilanay Ka Maza Yad Kreyn Ge.


Wa§¡M
.........

Hum to Nazuk Hein

Hum to Nazuk Hein Bilkul kisi Ehsas ki Tarah,
Tum Na Socho ge Humen to Mar Jayen ge!
Pas Raho ya Dur Itna Khyal Rakhna,
k Tum Na Dekho ge Humen to Mar Jayege,
Titliyon Me or Hum Me Yahi Bat Hai Mushtrik,
Pakar k Jab Choro ge Humen To Mar Jayen ge,
Dil ki Tehni Pe Hi Khila Rehne Do Humari Muhabbat ka Phool,
Jab b Tehni Se Toro ge To Mar Jayen ge.
Kabi Na Milna Hum Se,Moj-e- Darya Ban k,
Mil k Bichro ge Hum Se To Mar Jayen ge.


Wa§¡M

...........

Jisey Bujhey Charaghon


Wo Jisey Bujhey Charaghon Ka Duwaan Kehtey hain
Hum Usey Fasl-e-Barhaan Ka Samaa'n Kehtey hain
Aatish-e-Shoq Mai Jal Jaatey hain Phoolon Ki Trah
Baat Dil Ki Tere Dewaaney Kahan Kehtey hai
Lala-o-Gul Ko Samajhtey hain Tere Aariz-o-Lab
Chaandni Ko Teri Aankhon Ki Zubaan Kehtey hain
Sochta hoon Tere Qadmon Ke Nishaan Hi to Nahi
Aaj Tak Log Jisey KehKaShaan Kehtey hain
Jab Bhi Jaltey hain Dil-e-Zaar Mein Zakhmon Key Charagh
Hum Sitaaron Sey Hadees-e-Hijraan Kehtey hain
Mere Seenay Main Dhadakta He Mere Dil Ki Tarah
Aik Saya K Jisey Weham-o-Gumaan Kehtey hain
Jaaney Kis Shehar Main Rehtey hain Wo Chehrey
Hum Jinhain Jannat-e-Dil, Rahaat-e-Jaan Kehtey hain...


Wa§¡M


...........

ChålØ måin måån letå hÖÖn

ChålØ måin måån letå hÖÖn,
yèh Dünyå jhØÖt kehti hy..
Tümhe hüm$e nåhi ÜlfÄt..
çhålØ måin maan letà hÖØñ,
Tümhåri beqåråri ki,
wåjå küçh aür he hØgi..
ÑigÄheñ müjh$e milte he,
tümhåre Mü$küråñe kå,
$åbåb kÜçh äür he hOgå!
Ji$åy km~fehm lÖgØñ ne,
MÖhåbbåt Ñååm DE Dålå!
Mågår Itnå båtå dÖ tüm,
biçhharte waqt JÄÑ~e~JÄÄÑ.!
Pålåt kår dekh k hümkÖ,
TÜmhåri jhèél ç ÄÄnkhen,
Chhàlàkti jà ràhi thein, kyüñ?
Hàmåin Tårpå råhi theiñ, kyün..


Wa§¡M

Tum roth jao mujh se

Tum roth jao mujh se ,
Aesa kabi na karna
Main ek nazar ko tarsun
Aesa kabi na karna
Mai poch poch haron
Soo soo sawal ? kar k
Tum kuch jawab ! na do
Aesakabi na karna
Mujh sehi mil k hasna
Mujh sehi mil k roona
Mujh sebi char k jee loo
Aesa kabi na karna
Tum chand ban ke rehna
Mai dekhta hi rahon ga
Kisi rooz tum na aao
Aesa kabi na karna
Tum chale jao jab b
To dekhon tumara rasta
Tum lout k na aao
Aesa kabi na karna....


........

Suno kismat se larne ki


Suno kismat se larne ki
kbi koshish nai krte
muqadar jb mukhalif ho
duaen beasar jaen
sbhi manzar bikhr jae
n tou aise main baghawat ki
kbi koshish nai krte
ksi ek shakhs ki khatir
sbhi se door ho jana
kahan ki ye mhbt hai
mohbt ye nai hoti
mohbt dil m hoti hai
mohbt aks hai RAB ka
kbi ye mar nai skti
hmesha sath rehti hai
mily jo hamsafar tm ko
usi k sath chalna tm
usay dil mai bsana tm
usay dharkan bna lena,
or qismat se larne ki
kbi koshish nai krna......


..........

Mujy bekhudi ki hy aarzo

Mujy bekhudi ki hy aarzo,mujy qurbaton ka khumar dy.
mere ang ang mai yun utar k muj main khud ko utaar dy.
tu jo poor poor mai bus gaya to hy dooryon ka jawaz kya?
meri zindgi mere pass aa,meri bekali ko nikhaar de.
meri zindgi pe muheet han,wohi wehshatain wohi dooriyan.
mai khizan raseeda si sham hon,
mujy apny rukh ki bahar dymeri bebasi hy baja mgar,
mery shok ka b hisab kar,mai siyah naseeb jo hon agar,
tu mera naseeb sanwaar dy..!


.........

Log bus mohabbat

Log bus mohabbat ko panay ki baat kartay hain,
Hum to usay nibhanay ki baat kartay hain,
Log chahtay nahi 'CHAHAT' ko chahat samajh ker,
Hum 'CHAHAT' ko chahat say chahnay ki baat kartay hain,
Log mohabbat k samandar chahtay hain paar karna,
Hum to bus doob janay ki baat kartay hain..!!


.........

Hum kash k unsy keh dety

Hum kash k unsy keh dety
Wo bat jo dil me rakhty thy
Is ishq me kya kya kch na kia
Hr dard saha
Hr zeher peya
Koi aur jo hota
Mar jata
Bs hum thy jis ny dukh jhela
Jab bat wfa ki nikly gi
To ankh me anso ain gy
Ab socha hy is duniya me
Hum kb tk g behlain gy
Dil khoon k anso rota hy
Kya jevan yunhi hota hy?
Hum pas b un k
Dour b humHum ruswa b
Majbor b hum
Koi leher nahi
Koi shoor nahi
Kya darya yunhi behta hy?


...........

Saaf keh do na

Nahi koi mudham ishara saaf keh do na,
Kahan tak sath doge tum hamara saaf keh do na,
Judai ki tarha darya bhi apne sath chalta hai,
Nahi milta kinare se kinara saaf keh do na,
Bahane apni majburi k kyun aa kr sunate ho,
Kasoor us me nahi koi tumhara saaf keh do na,
Hamen tanhai k taane to na do ghair k aage,
K hum bhi dhoond len koi sahara saaf keh do na,
Hamare haath ki aksar lakiren milti julti hain,
Magar milta nahi apna sitara saaf keh do na.........


............

Tu apne fun se

Tu apne fun se meri chahat ko aazma k dikha,
Main toot'ta hun tu phir se mujhe bana k dikha,
Tere badan main lahu bun k dorrta hon main,
Tujhe Ana ki qasam hai mujhe bhula k dikha,
Main itne dard main bhi Qehqhe lagata hon,
Tu aik dukh main mujhe sirf muskura k dikha,
Tujhe to maine hamesha manaya hai,"
Main aj rooth chala hun mje tu mana k dikha..


....

Mery wajud mien

Mery wajud mien wafa ki roshni utar day,
phir itna pyar day k mujy chahton mien mar day,
bohat udas tha so uth k tery pas aa gia,
kuch esi bat kar jo dil ko chen day qrar day,
suna hy teri ik nazar sanwarti hy zindgi
,jo ho saky to aaj meri zindgi sanwar day.......


..........

Ye Bhi Acha Huwa


Ye Bhi Acha Huwa Shayad Ke "Use Paa Na Sake Hum
Doston".,.,.,Humara Ho Ke Agar Bicharta To Marr Jate HuM,.


Wa§¡M

Tumain iss baat pe

Tumain iss baat pe hai hairet K toota ha hamara dil...
Muqaabil jb hon pather to;Sheeshy toot he jaate hen...


Wa§¡M

.....

Tumharay Naaam Se Duniya Mujhe Pehchaan Leti He,...
Main Woh Khoei Hue Ek Cheez Hoon Jis Ka Pata Tum Ho.


...........

Wo chahta tha lekin phr b guftagu na ki
Maine b puchhne ki justaju na ki
Karta raha bayan wo sub gairon ke samne
Usne käbhi shikäyät mere Ru Bä Ru nä ki


Wa§¡M
.........

MÖHÄBBÄT "Khawab"Hoti Hay!

MÖHÄBBÄT "Khawab"Hoti Hay!
Mohabat "Baat" Hoti Hay!
JÖ koi pÖÖch Bethy T0!!
Mohabbat "Rääz" Hoti Hay!
Machalti Hoi Umangon ka!
Suhana Sath Hoti Hay!



Wa§¡M

.......

Mujhe sab kabol hai ae falak! "gham_e_yar" mujh se talab na kar!
Mein kaise os ko juda karon jo meri umar bhar ki talash hai.


Wa§¡M

............

Saari Dunya Ki Muskan Tere Pass Hai,
Yeh Zameen Aur Aasman Tere Pass Hai,
Gham Na Karna K Tuje Yaad Nahi Karte,
Ae Doost Meri To Jaan B Tere Pass Hai......


...........

Main Essi umeed pr

Main Essi umeed pr Roz kuch gunnah krta hoon Doston, .,.,.,
Ke who kehta tah ke Main Bun ke Azaab Utroon ga...


Wa§¡M
...........


Méin apñ¡ Ruh k¡ Poshaak B Usay Péhña Duñ
Woh Mér¡ Zaat mé utarñé ka Faisla to kré...


Wa§¡M
......


Meri ankhon ko bakhshy hain ansoo,
Dil ko daag e allam dy gye hain,
Us inayat py qurban jaun,
Piyar manga tha ghum dy gye hain,


Wa§¡M

/...........

Kuch muhabbat ka NASHA

Kuch muhabbat ka NASHA tha pehley hum ko Saqi.......

Phir...,Dil jo toota to NASHAY se hi muhabbat ho gayi.

Wa§¡M

........

Inkar ki lazat


Inkar ki lazat, Iqrar Main Kahan He,...
Barhta He Ishq Mera Un kiNahi Nahi se.


Wa§¡M
...........


Izhar-e-Taman'na pe ajab haal he unka.....
.Aankhain to raza mand hein lab soch rahe hein...


.......


Jab kabhi koi gham satayekoi bat dilko na bhaye,
Ankhein bhi sagar chalkayein,
Baat kar k dekhna ham se,
kya pata ek ansu kam ho jaye


..............

In doston ki dosti

In doston ki dosti par bharosa na kar a Wa§¡M..
Qabar main rakh kar tanha chor jatay hain.


Wa§¡M

............

Hum anderon main

Hum anderon main majod thy ujalon ki tarha,
Wo nikly hi nahi dondny walon ki tarha,
Dil to kia hum roh main b utar jaty,
Us ne chaha hi nahi chahny walon ki tarha.


.......

Hanju saadi taqdeer sajjna

Hanju saadi taqdeer sajjna,
Tey assi hanjua de vich rull jaana,
Assi umraa tak tennu yaad rakhna,
Tey tussi holi holi bhull jaana.


Wa§¡M

........

Hamari PIYASS

Hamari PIYASS ka andaz bhi alag he.."........"
...Kabhi DARYAON ko thukrate hain to kabhi AANSOON tak pee jate hain..


.........

Galay se


Galay se mujko lga kr nidhaal rkhta tha
Ajeeb shaks tha kesa kamal rkhta tha
Kaha jb ma ny osy meri Zindagi tm ho
Phr us k baad sirf apna khyal rakhta tha..


........

Galay se


Galay se mujko lga kr nidhaal rkhta tha
Ajeeb shaks tha kesa kamal rkhta tha
Kaha jb ma ny osy meri Zindagi tm ho
Phr us k baad sirf apna khyal rakhta tha..


........

Deewan-e-gazal

Deewan-e-gazal jiski mohabat me likha tha
Wo shaks kisi or ki kismat me likha tha
Wo sher kbi uski nazr sy nahi guzra
Jo doob k jazbat ki shidat me likha tha.


........

Ajeeb Andehra

Ajeeb Andehra Hai"SAAQI"Teri "MEHFIL" Me...!!!

Kisi Ne "DIL" Bhi JalayaTo "ROSHNI" Na Howi..!!!¤<~~>¤

Wa§¡M
..

Aaseeb Zada Ghar Ka

Aaseeb Zada Ghar Ka Main Woh Dar Hoon Mohsin,...
Deemak Ki Tarha Kah Gaei Jise Dastak Ki Tamanna.


Wa§¡M

.......

Ahmed Faraz Lil poetry

/,,,,,Mere lafzon ki pehchaan agar kr leta wo "FARAZ"..../
,,,,,"USAY" Mujh se nahi khud se hi muhabbat ho jati..


Wa§¡M
........


.*""*.*""**Hàsràt tø thi tere "*.àñkh ka àñsø "*.bàñ jàø fraz .*""*.
*""*.*pr tø * "*.røyè .*" " * "yè hum kø gàwàrà ñàhi.


..........


Anaa pasand Muhabbat nahi karte FARAZ..
Muhabbat un ka shaiwa hai jo khud ko maar dety hain..


Wa§¡M
........


Be panah chahat k bad b hum usay pa na skay "FARAZ"
Kisi khushnseeb ne usy apni berukhi se jeet lia.


Wa§¡M

.........


Har Dharaktay Pathar Ko Dil Samajh Letay Ho Faraz,,...
Umar Beet Jaati He Dil Ko Dil Banane Main.


Wa§¡M

...........


Jis ko bih Dekha Rotey Huwe Dekha Faraz.......
Ye Muhabbat to kisi Faqeer ki Bad-Dua Lagti He...!


Wa§¡M
.......



Kadam ruk se gae hain phool bikte dekh kar Faraz...!
Mein aksar us se kehta tha muhabbat phool hoti hai...


Wa§¡M

.......


Main bad-dua to nahi de raha hun us ko magar FARAZ...
Dua yahi he, use mujh sa ab koi aur na miley..!


Wa§¡M

.......


Woh roz dekhta hai dahlte howe sooraj ko-faraz-
kash mai b kisi sham ka munzir hota-


Wa§¡M

........


Wohi Shakhs Mujhe chor gia hy FARAZ.....======<*

>======Her Roz jo kehta tha Mujhe chor na jana.....

Wa§¡M

.......

Related Posts with Thumbnails