Mera dawa bhi uski tarah jhoota nikla "FARAZ"
Parda to hosh walon se kia jata hai ''FARAZ''
be naqaab chaley ao hum to nashe main hain..
Us shakhs say wabasta khush fehmi ka yeh alam hai ''FARAZ''
maut ki hichki ai to main samja k yaad us ne kia..
kaat kar zuban meri keh raha tha wo ''FARAZ''
ab tumain ijazat hai hal-e-dil sunane ki...
kitne gharoor main hain wo muje tanha chor kar ''FARAZ''
unain maloom nahi mere ansu muje tanha honey nahi detay..
Huamin gareeb samaj kar mehfil se nikal diya ''FARAZ''
kiya chand k paass sitare nahi hotey..
Tum mujey aad nahi karte muje bhulane k liye "FARAZ"
par main wo shakhs ho jo har moor pe yaad aoon ga..
unglian toot gayi pathar trashte trashte "FARAZ"
or jab bani soorta-e-yar to kharidar aa gaye..
Kheraat main mili khushi muje achi nahi lagti "FARAZ"
main apne dukhon main rehta hon nawabon ki tarah..
Wo kar raha tha apni wafaon ka tazkra "FARAZ"
hum par nigah pari to khamosh ho gya...
Bahan kyun tarasha usne rooth janey ka "FARAZ"
bus itna keh deta k dil main ab jaga nahi hai..
Iss khouf se khurach dala hai hathon ki lakeron ko "FARAZ"
kisi aamil ne kaha tha wo kisi or ka ho ga..
Hoti hai bari zalim yaktarfa mohabbat "FARAZ"
wo yaad to atey hain par yad nahi karte..
Faqat issi dar se hum ne sona chor diya "FARAZ"
k wo khawboon main b bichra to mar jaein ge hum...
Raat bhar girte rahe un par mere ansu ''FARAZ''
subha hotey he boley k raat shabnam bohat thi...
Mere sajdon main kami to na thi ''FARAZ''
kia muj se bhi bhar kar kisi ne manga tha usko..
Mudat ho gayi wo manzir daikhe howe ''FARAZ''
ik chand nikla tha sham se zara pehle..
Muj se har baar wo apni nazrain chura leta hai ''FARAZ"
main ne kaghiz par b daikhi hain bana kar ankhain uski..
Neend to kia aee gi "FARAZ"
Maut aii to soo lain ge..
Yeh tabiat hai to khud azad ban jaen ge,
chara ghar royen ge or ghumkhwar ban jaen ge,
hum chiragon ko to tareki se larna hai ''FARAZ''
gul howe par subha asaar ban jaen ge...
Main b Kehta tha Bichron ga to Mar jaon ga...
Taash k paton ki manid hai zindagi meri ''FARAZ''
jis kisi ne bhi qheli taqseem kar di..

+92333-8523373
No comments:
Post a Comment