Well-come..Here u can find urdu poems,english poems,love poems,sad poems,and pictures love,sad,alone,missing you and many more...

Friday, January 23, 2009

Jane Kahan Bathak Gaya hai..!!

Jane Kahan Bathak Gaya hai..!!

Jane kahan wo bathak gya hai,
laut kar gher nahi aya hai,
deep tasawr ki yadoun ka ab tak nahi bhujaya hai,
main to uski yadoun ko seenay se lagai bethi houn,
jane is ne kis southan se ja k dil ko lagaya hai,
raat ko uski yadoun ki mehfil sajaye rakhti houn,
khayal uska ik pal b mujko dilse na bhol paya hai,
khirki khol k behti houn main aas lagaye us sajan ki,
hijar ki kalon raton main muje iss dil ne tarpaya hai,
raat ko karwat badal badal k ayhain bharti rehti houn main,
armanon main aag laga k is dil ne mujko jalaya hai,
kadam b mere behak rahe muj ko apni hosh nahi hai,
aag lage jazbaat main or jazboun main josh aya hai,
ab to khawabon main a k tum le lo muje bahon main,
warna taufan le doubah ai jo seenay main aya hai,
thak k nazrayn pathryai hain jaan labon par ayi hui hai,
darwaze pe mout ki dastak hai hum samje wo aya hai...


W@$IM +92333-8523373
cute.wasi@live.com

No comments:

Related Posts with Thumbnails