Udaas Dil..!!!
Tum kia jano,
jab dil udaas hota,
dard kuch khaas hota,
har soch
har yaad
har baat
har pal bara be-aas hota hai,
bas ek awaz c hoti hai,
wo b be-saaz c hoti hai,
na koi apna sa lagta hai,
sab,ik sapna sa lagta hai,
yun dil kyun udaas hotah ai?
kyun dard yeh khaas hota hai..?
W@$IM +92333-8523373
cute.wasi@live.com

No comments:
Post a Comment