Well-come..Here u can find urdu poems,english poems,love poems,sad poems,and pictures love,sad,alone,missing you and many more...

Saturday, February 21, 2009

Hum na samjay teri nazron ka takaza kya hai,

Hum na samjay teri nazron ka takaza kya hai,
Kabhi jalwa kabhi parda yeh tamasha kya hai,
Mujko madhosh sa kar rakha hai teri ankhon ne,
Warna saaki tere mekhanay mein aur rakha kya hai,
Dekh Laila teray Majnon ka kaleja kya hai,
Khak mein mil k b kehta hai k bigara kya hai,
Ye surahi sa badan le k mere saamne aya na kro,
Me sharabi hon sharabi ka bharosa kia hai.
Apne hontön ko mere honton se chhoo lene to do.
Aik do ghont se botal ka bigarta kya ha...

No comments:

Related Posts with Thumbnails